
Jisne bhi dil se hoga padha La ilaha ilallah Us ghadi ek rehmat se bhari Aawaz buland hogiĪap ka ar ek ummati jannat me dakhil hoga Mehshar me jab sabko apne nafs ki padi hogi Jisne bhi ye jana to kaha La ilaha ilallah Ye fizayein ye nazare aap ki barkat se mile x2Īap ke liye hai bani yeh zameen aur aasman Ye samunder ye jazire sab hai aap ke hi liye Noore Muhammad sallallah La ilaha illallahĪap ke noor se hai mila chand bhi raat koĪb hai meri iltaja mehshar mein aap ka sath hoĪap ke daman ki mahek aap ki chehre ki jhalak Hasbi Rabbi Jallallah Mafi qalbi gairullah

Jab bhi mere dil se kaha La ilaha illallah Meri Mushkil ko Asaan Kardiya hardum tune Khud rab ne hai Farmaya Jo tumhara nahi wo hamara nahi Khoob hai naam e Muhammad Jisme nuqta gaqara nahi

Today he is ideal for millions of Ushaqan-e-Rasool across the globe.

Hasbi Rabbi Jallallah Part 4 Lyrics: This Beautiful Naat is Sung by Danish F Dar | Dawar Farooq in his Melodious Voice.
